Har Waqt Tera Khayal Aata Hai
Ye Dil Hamesha Yaad Tujhe Karta Hai
Mulakat Hogi Ye Ek Baar
Soch Kar Ye
Khoya Hi Rahata Hai
Mera Dil Dhadakta Hai
Teri Yaad Aati Hai
Sari Raat Aati Hai
Subah Sham Aati Hai
Dil Deewana Ho Gaya
Pyar Tujhse Hi Ho Gaya (2x)
Tere Bina Jeena Nahin
Khayi Hai Humne Kasam
Har Pal Mere Tum Ho Sanam
Mujhko Nahi Koi Gham (2X)
Nind Nahin Raaton Ko Ab
Rahana Chahe Tere Hi Sang
Bahon Mein Teri Lipatna Chahe
Gale Se Laga Ke Ye Kahna Chahe
Mera Dil Dhadakta Hai
Teri Yaad Aati Hai
Sari Raat Aati Hai
Subah Sham Aati Hai
Dil Deewana Ho Gaya
Pyar Tujhse Hi Ho Gaya (2x)
Read More
Read Less