Mahadev Teri Mahima NiraliRead More Read Less
Haan Karna Hum Par
Kripa Tumhari (2x)
Jag Mein Hai Bus Ek Hi Naam
Japta Hoon Main Subah Shaam
Vo Mera Shankar Hai
Vo Mera Bhole Hai (2x)
Aaya Hai Paavan Din
Shiv Na Hai Parvati Bin (2x)
Shiv Ke Sang Parvati
Jaise Chanda Ke Sang Chandni
Karte Sab Aradhana Milke Aaj Ke Din
Aisa Mera Shankar Hai
Aisa Mera Bhole Hai (2x)
Jag Mein Hai Bus Ek Hi Naam
Japta Hoon Main Subah Shaam
Vo Mera Shankar Hai
Vo Mera Bhole Hai (2x)